Kab Se Hum Log Is Bhanwar Mein Hain
کب سے ہم لوگ اس بھنور میں ہیں
कब से हम लोग इस भँवर में हैं
Ghazal
1 min readکب سے ہم لوگ اس بھنور میں ہیں
اپنے گھر میں ہیں یا سفر میں ہیں
Kab se hum log is bhanwar mein hain
Apne ghar mein hain ya safar mein hain
یوں تو اڑنے کو آسماں ہیں بہت
ہم ہی آشوب بال و پر میں ہیں
Yun to udne ko aasmaan hain bahut
Hum hi aashob-e-baal-o-par mein hain
यूँ तो उड़ने को आसमाँ हैं बहुत
हम ही आशोब-ए-बाल-ओ-पर में हैं
زندگی کے تمام تر رستے
موت ہی کے عظیم ڈر میں ہیں
اتنے خدشے نہیں ہیں رستوں میں
جس قدر خواہش سفر میں ہیں
Itne khadshe nahin hain raston mein
Jis qadar khwahish-e-safar mein hain
इतने ख़दशे नहीं हैं रस्तों में
जिस क़दर ख़्वाहिश-ए-सफ़र में हैं
سیپ اور جوہری کے سب رشتے
شعر اور شعر کے ہنر میں ہیں
Seep aur jauhari ke sab rishte
Sher aur sher ke hunar mein hain

A legendary Urdu poet, prominent dramatist, and cultural icon, Amjad Islam Amjad captured the hearts of millions across the subcontinent through his deeply lyrical poetry and groundbreaking television screenplays.
View Full Profile →


Comments
Loading comments…
No comments yet — be the first to share your thoughts.