Samajh Mein Zindagi Aaye Kahan Se
سمجھ میں زندگی آئے کہاں سے
समझ में ज़िंदगी आए कहाँ से
Ghazal
1 min readسمجھ میں زندگی آئے کہاں سے
پڑھی ہے یہ عبارت درمیاں سے
Samajh mein zindagi aaye kahan se
Padhi hai ye ibaarat darmiyaan se
یہاں جو ہے تنفس ہی میں گم ہے
پرندے اڑ رہے ہیں شاخ جاں سے
Yahan jo hai tanaffus hi mein gum hai
Parinde ud rahe hain shaakh-e-jaan se
यहाँ जो है तनफ़्फ़ुस ही में गुम है
परिंदे उड़ रहे हैं शाख़-ए-जाँ से
مکان و لا مکاں کے بیچ کیا ہے
جدا جس سے مکاں ہے لا مکاں سے
Makaan o la-makaan ke beech kya hai
Juda jis se makaan hai la-makaan se
دریچہ باز ہے یادوں کا اور میں
ہوا سنتا ہوں میں پیڑوں کی زباں سے
Dareecha baaz hai yaadon ka aur main
Hawa sunta hoon main pedon ki zabaan se
दरीचा बाज़ है यादों का और मैं
हवा सुनता हूँ मैं पेड़ों की ज़बाँ से
تھا اب تک معرکہ باہر کا درپیش
ابھی تو گھر بھی جانا ہے یہاں سے
Tha ab tak maarka baahar ka darpesh
Abhi to ghar bhi jaana hai yahan se
था अब तक मअरका बाहर का दरपेश
अभी तो घर भी जाना है यहाँ से

One of the most prominent and unconventional modern Urdu poets, Jaun Elia captured the hearts of the masses through his stark vulnerability, radical disillusionment, and revolutionary poetic voice.
View Full Profile →


Comments
Loading comments…
No comments yet — be the first to share your thoughts.