Hawaas Mein Toh Na The Phir Bhi Kya Na Kar Aaye
حواس میں تو نہ تھے پھر بھی کیا نہ کر آئے
हवास में तो न थे फिर भी क्या न कर आए
Ghazal
1 min readحواس میں تو نہ تھے پھر بھی کیا نہ کر آئے
کہ دار پر گئے ہم اور پھر اتر آئے
Hawaas mein toh na the phir bhi kya na kar aaye
Ke daar par gaye hum aur phir utar aaye
हवास में तो न थे फिर भी क्या न कर आए
के दार पर गए हम और फिर उतर आए
عجیب حال کے مجنوں تھے جو بہ عشوہ و ناز
بہ سوئے باد یہ محمل میں بیٹھ کر آئے
Ajeeb haal ke majnoon the jo ba-'ishva-o-naaz
Ba-su-e-baad yeh mehmil mein baith kar aaye
अजीब हाल के मजनूँ थे जो ब-इश्वा-ओ-नाज़
ब-सू-ए-बाद ये महमिल में बैठ कर आए
کبھی گئے تھے میاں جو خبر کے صحرا کی
وہ آئے بھی تو بگولوں کے ساتھ گھر آئے
Kabhi gaye the miyan jo khabar ke sehra ki
Woh aaye bhi toh bagolon ke saath ghar aaye
कभी गए थे मियाँ जो ख़बर के सहरा की
वो आए भी तो बगोलों के साथ घर आए
کوئی جنوں نہیں سودائیان صحرا کو
کہ جو عذاب بھی آئے وہ شہر پر آئے
Koi junoon nahin saudaiyan-e-sahra ko
Ke jo azaab bhi aaye woh sheher par aaye
कोई जुनूँ नहीं सौदाइयान-ए-सहरा को
के जो अज़ाब भी आए वो शहर पर आए

One of the most prominent and unconventional modern Urdu poets, Jaun Elia captured the hearts of the masses through his stark vulnerability, radical disillusionment, and revolutionary poetic voice.
View Full Profile →


Comments
Loading comments…
No comments yet — be the first to share your thoughts.