Chori Mein Dil Ki Woh Hunar Kar Gaya
چوری میں دل کی وہ ہنر کر گیا
चोरी में दिल की वो हुनर कर गया
Ghazal
1 min readچوری میں دل کی وہ ہنر کر گیا
دیکھتے ہی آنکھوں میں گھر کر گیا
Chori mein dil ki woh hunar kar gaya
Dekhte hi aankhon mein ghar kar gaya
دہر میں میں خاک بسر ہی رہا
عمر کو اس طور بسر کر گیا
Dehr mein main khaak-basar hi raha
Umr ko us taur basar kar gaya
دل نہیں ہے منزل سینہ میں اب
یاں سے وہ بیچارہ سفر کر گیا
Dil nahin hai manzil-e-seena mein ab
Yaar se woh bechara safar kar gaya
दिल नहीं है मंज़िल-ए-सीना में अब
यार से वो बेचारा सफ़र कर गया
حیف جو وہ نسخۂ دل کے اپر
سرسری سی ایک نظر کر گیا
Haif jo woh nuskha-e-dil ke upar
Sarsari si ek nazar kar gaya
کس کو مرے حال سے تھی آگہی
نالۂ شب سب کو خبر کر گیا
Kis ko mere haal se thi aagahi
Naala-e-shab sab ko khabar kar gaya

Classical
Mir Taqi Mir, known as Khuda-e-Sukhan, is a pioneer of classical Urdu poetry. He is celebrated for transforming deep personal grief and the fall of 18th-century Delhi into simple, timeless ghazals.
View Full Profile →


Comments
Loading comments…
No comments yet — be the first to share your thoughts.