Aah Jis Waqt Sar Uthati Hai
آہ جس وقت سر اٹھاتی ہے
आह जिस वक़्त सर उठाती है
Ghazal
1 min readآہ جس وقت سر اٹھاتی ہے
عرش پر برچھیاں چلاتی ہے
Aah jis waqt sar uthati hai
Arsh par barchhiyan chalati hai
ناز بردار لب ہے جاں جب سے
تیرے خط کی خبر کو پاتی ہے
Naaz bardar lab hai jaan jab se
Tere khat ki khabar ko pati hai
اے شب ہجر راست کہہ تجھ کو
بات کچھ صبح کی بھی آتی ہے
Ae shab-e-hijr raast keh tujh ko
Baat kuch subah ki bhi aati hai
ऐ शब-ए-हिज्र रास्त कह तुझ को
बात कुछ सुबह की भी आती है

Mir Taqi Mir1723–1810
Classical
Mir Taqi Mir, known as Khuda-e-Sukhan, is a pioneer of classical Urdu poetry. He is celebrated for transforming deep personal grief and the fall of 18th-century Delhi into simple, timeless ghazals.
View Full Profile →


Comments
Loading comments…
No comments yet — be the first to share your thoughts.